Kuch ajeeb faasle ka janm ho raha hai
Naseeb mera jaag kar bhi so raha hai
Kaise kah du toota dil dhadktha nahi
Jabki dil ka har tukda ro raha hai...

Ek nazar dekh lu tho sukoon aa jaaye
Ek baar mil lu tho jannat mil jaaye
Tera saath mile tho din haseen ho jaaye
Is pal ke intazaar mei dil fana ho jaye...
Hamein yaad rakhna, Na kabhi bhulaana
Bas ye ek ehsaan humpe karna
Hum chale jaye kitni bhi dur tumse
Tum dil mei hamari jagah wohi banaye rakhna...
Naseeb mera jaag kar bhi so raha hai
Kaise kah du toota dil dhadktha nahi
Jabki dil ka har tukda ro raha hai...
Ek nazar dekh lu tho sukoon aa jaaye
Ek baar mil lu tho jannat mil jaaye
Tera saath mile tho din haseen ho jaaye
Is pal ke intazaar mei dil fana ho jaye...
Hamein yaad rakhna, Na kabhi bhulaana
Bas ye ek ehsaan humpe karna
Hum chale jaye kitni bhi dur tumse
Tum dil mei hamari jagah wohi banaye rakhna...
No comments:
Post a Comment